5 best tarike Khud ko kaise badle, apne aap ko kaise badle,how to change our behave,zindgi kaise badle,zindgi badlane ke ashan तरीके क्या है,जिंदगी कैसे जिएं


5 tarike khud ko badalne ke liye)?

5 best tarike  Khud ko kaise badle, apne aap ko kaise badle,how to change our behave,zindgi kaise badle,zindgi badlane ke ashan तरीके क्या है,जिंदगी कैसे जिएं


Khud ko kaise badle hum aapko is post me batane bale hai aur maine is post me apna khud ka example rakha hai taki aap agar is post ko phade to kuch to samjh aa hi jayega ki jeevan me kya kar sakte hai khud ko badal kar ek naya addhaay shuru kar sakte hai aur is post me maine apni real life se jude kuch story ko bataya hai ki zindgi kaise hiya jata hai !
Mujhe khud ke liye paishe nahi kamane hai, mujhe to shirf itna chahiye jitne me jarurat Puri ho jaye mujhe un logo ko dikhna jo a bolte hai ki tu jivan me kuch nahi  kar sakta aur bade bade khaw dekhna band kar ,in tucch si bate krne balo ko munh band karna hai 

Mai unko dikhana chahta hu ki insan agr pure man aur drid biswas ke sath chah le to o kuch v kar sakta hai. uske man k aage sabkuch kamjor hai


Aur a sab bolne bale koi paraye nahi hai, sab apne hote hai, jinko sarkari jayse jobs par jyada biswas hota hai ,unko lagta h ki naam keval ek sarkari bala byakti hi bana sakta hai, banki koi nahi.


Aap k aas pass aishe bahut sare log honge jinke pass govt job h aur unki prannssa itni hai ki mano aap unke aage durbal hai.

Are khud ko aap durbal mat samjho is samaj ne govt ko itna bhadba de diya hai ki lagta h ki jeevan me agr govt job mil gyi h to संसार का सारा सुख उनको मिल गया हो,

इंसान बड़ा या chota apne karm se Banta hai nahi v agar paishe ho to tab v aadmi kuch aache karm k samaj me naam kama leta hai


Aur maine to man me thaan liya hi ki bada ban k rhna hai 


Apne aap ko badalne ka procedure samajhna aur implement karna chunautipurn  ho sakta hai, but yeh kuch kadam aapko madad kar sakte hain:

Lakshya Tay Karen: 

5 best tarike  Khud ko kaise badle, apne aap ko kaise badle,how to change our behave,zindgi kaise badle,zindgi badlane ke ashan तरीके क्या है,जिंदगी कैसे जिएं


Decide whatever meal you want to have. What about aapki vyaktigat, vyavsayik, ya mansik swasthya se juda hua hai?apne aap ko badlane ke liye sabse pahle khud ko ek lakshya de aur koshish kariye ki jo target aapne tay kiya hai us par pura man akagra kar keuske piche lag jaye aur tab tak lage rhe jab tak aap apne target ko acheive  na kar le |agar hum apne jeevan me lakshy ke piche bhagna shuru kar diya na to jeevan ke sare kathinaiyan humshe dur hoti chali jayengi mai aapko iska ek real example samjhta hu-maine yah bolg apne future banane k liye start kiya h aur mera target ab yahi blog ki kaise mai is par mehnat kar k is google par rank karbau ur paishe kamau to maine shuruaat to kar di h par agar mai isse piche hat jaunga to kaise safhal ho paunga mujhe is par lagatar post dalni padegi lagatr menhanat karte rahna hoga tab ja k safahalta milegi 

Chhota Kadam:

5 best tarike  Khud ko kaise badle, apne aap ko kaise badle,how to change our behave,zindgi kaise badle,zindgi badlane ke ashan तरीके क्या है,जिंदगी कैसे जिएं


Bade lakshyon ko chhote; karya-yojnaon mein vibhajit karen. Har karya ka safhalta se anubhav, aapke atma-vishvas ko sudhar sakte hai ,chote kadam vhee bahut awasyak  hote hai humare jeevan ki purti ke liye har kadam soch samajh kar rakhe tatha kis prakar chalna hai o khud tay kare aap dekhnge kuch samay baad ki aap ne jin chote chote prayso se aapne apne lakshya ko ashan bana diya hai |shuruyat hamesha chote se hoti hai dhire dhire kar ke use bada banaya jata hai  to agar chota v kaam pure man se kar rhe hai to bada hone me time nahi lagega   Aur sabse badi baat aap udash mat hoiye kavhi bas lagatar prayas karte rahiye nischit hi aap ek din dekhnge ki aapne apne laksy ki prapti kar li hai 

Naya Gatividhiyan: 

5 best tarike  Khud ko kaise badle, apne aap ko kaise badle,how to change our behave,zindgi kaise badle,zindgi badlane ke ashan तरीके क्या है,जिंदगी कैसे जिएं


Naye gatividhiyon ko apnayein, kaise ki ek naya shikshan prakriya, yog koi hunar. Yeh, apki soch aur drishti mein vriddhi kar sakta hai har us gatividhiyon par kaam kare jo aapke liye jaruri ho aur aishi kaam to bilkul vhee na kre jisse aapke lakshy dur ho jaye aapko soch samjhkar pahal karne ki need hai |nayi activity karte rahiye wah v humare liye madadgaar sabit hoti hai aur lagatar usmen prayshratna rahiye jisse aapko apne target ka andajaa mil jata hai ,ki hame avhee kitna aur struggle karna padega iske liye aur aap us hisab se khud ko prepare karenge 

Sambandh banayein: 

Positivity is powerful motivator. Sahi logon se judna, aapka naye drishtikon aur sujhavon ke saath pradan karega. Khud Ko Samjhein. We will discuss your strengths and weaknesses.

Apne aap par bharosa rakhna ek mahatva purna kadam hai. Yahan kuch tarike hain jo aapko apne aap par bharosa karne mein madadgar ho sakte hain:

  1. Pichle Safaltaen Yaad Karein: Apne pichle safaltaon ko yaad karna aapko dikhayega ki aap kitna kar sakte hain. Aapne jo bhi mushkilein paar ki hain, wo aapke samarthan ka praman hai.

  2. Apne Goals Ko Saaf Rakhein: Apne lakshyon ko spasht roop se samajhna aur un par dhyan kendrit karna aapko apne aap mein vishesh banayega.

  3. Sakaratmak Vichar Dhara Banayein: Khud ko sadaiv sakaratmak drishti se dekhein. Aapki soch aapke karyon ko prabhavit karti hai.

  4. Sikhte Rahen: Naye gyan prapt karna aur apne kshamataon ko viksit karna ek aise tarika hai jisse aap apne aap par bharosa bana sakte hain.

  5. Sahyog Prapt Karein: Apne aaspas ke logon se sahayog prapt karein. Dost, parivaar ya mentor aapko aage badhne mein sahayata kar sakte hain.

  6. Pratibaddh Rahein: Har kathinai ka samna karne ki taiyari karein aur apne aap ko pratibaddh rakhein. Samasyaon ka samna karne se aapka aatm-vishvas aur bhi majboot hoga.

Yaad rahe ki yeh ek sudharne yogya process hai aur samay lagega. Dhire-dhire aage badhne ka aur khud par bharosa karne ka prayas karein.

Khud par bharosa rakhiye:

5 best tarike  Khud ko kaise badle, apne aap ko kaise badle,how to change our behave,zindgi kaise badle,zindgi badlane ke ashan तरीके क्या है,जिंदगी कैसे जिएं


Aapko kisi v paristhitiyon me ghabrana nahi hai aap safhal huye ho ya nahi aapko dhairya bana kar rakha chahiye ghabrane se kuch nahi milta is jeevan me bas aap apne kaam par focus kariye ,aur khud par bharosha rakhiye,khud ko badalne me lage rahe aur acche kaam karte rahe samay jarur karbat leta hai aur aapko safhlta mil jayi hai ,par in sab me sabse jaruri baat wahi hai saiyanm banane ki jarurat hai usi se nirantar khud ko aage bhadate huye chale jaynege|


कोई टिप्पणी नहीं

Blogger द्वारा संचालित.